AGAR KISE BACHAY KO YA PATA CHALAY KE .
IS KE REAL MOM DAD IS KE REAL MOM DAD NAHI HAIN BALKE
WOH KISE KAHE SE GUD LIYA THA ,
KISE NE IS KO RASTAY PE PHEEK DIA THA
AUR WOH Edhi walao ki news paper main ad dekh ke is ko
gud liya tha
to is bachay ko kiya karna chaheya hain reality jaan ney ke baad
agar is bachay bohat lad pyar se palne walay ma baap is ke real mom dad nahi hain
Re: sawal
Aap Star TV dekhna band karain please.
Re: sawal
Aap humein batao, aap ke khayal se is bache ko kya karna chahiye? ![]()
Re: sawal
i dont know
Re: sawal
zindaghi ki kuch realities he hoti hain sub kuch tv pe jo hota hian wo he nahi hota hain
Aap Star TV dekhna band karain please.
Re: sawal
bachay ko shukar ada kerna chahiye Allah ka aur apnay foster parents ka.
Re: sawal
ager yeh bacha abhi tak bacha hia to bachon ki tarah hi behave karay warna jo hareem01 nay kaha hai woh karay. ![]()
Re: sawal
Even if true, this isnt something happened for the first time on earth. It must be heart tearing but it should be acknowledged as a sad reality after all. I think the kid should be obliged for his brought up to his foster parents anyway and shouldnt cater any ill will or negative feelings towards Allah, himself, his real parents or the foster parents for that matter. Whatever happens, happens for the best.
Re: sawal
I don't know ke aap pe abhi kya beet rahi hai.
Lekin agar apke maa baap ne apko itne laad pyar se pala hai to yaqeenan unhonay apne dil se apko apna bacha mana hai. To apko bhi unko vohi darja dena chahiye hai.
Vo hi apke maa baap hein...shayad unhonay apko paida nahin kiya lekin sirf paida karne walay hi apke maa baap nahin hotay hein.
Mein kabhi bhi unko is baat ka ehsaas nahin dilati ke mein unki sahi mein aulaad nahin hoon.
Re: sawal
they are great if they did so because real maa baap to jo pyar dete hen wo natural hota hai lekin agr wo apke asal maa baap nahi hen or phr b apko pyar dia or zaruriyat pori ki ke apko kabhi ehsas nahi hone dia k wo apke real parents nahi to you should be proud of them and you also that you have got such gems people in your life.
Re: sawal
lakin aik bara honay k baad years ke baad kise ko ya baat pata chalay
ke woh aasal daughter nahi hian un ki ,
aur jis father ko itna miss karte hain un ki death k baad se woh father bhe un ke real father nahi thay
aur is k un father ki bhe death ko years guzar chukay hain jub wo girl only 4 years old thi .
is ki mother ne kabhi nahi feel honay dia is ko kuch bhe kami. lad pyar se pala
lakin ab ja ke is girl ko pata chala reality ke woh un ka real main beeti nahi hain,
aik andhi toofaan sa agaya hain is girl ki life main,,
kuch samaj nahi aarhaa woh kiya ...
aur kaisay behave karay
I don't know ke aap pe abhi kya beet rahi hai.
Lekin agar apke maa baap ne apko itne laad pyar se pala hai to yaqeenan unhonay apne dil se apko apna bacha mana hai. To apko bhi unko vohi darja dena chahiye hai.
Vo hi apke maa baap hein...shayad unhonay apko paida nahin kiya lekin sirf paida karne walay hi apke maa baap nahin hotay hein.
Mein kabhi bhi unko is baat ka ehsaas nahin dilati ke mein unki sahi mein aulaad nahin hoon.