Jo tere labon pay na aa saka, wohi aik lafz tha darmiyan
meri zindagi ka sawaal tha usi aik shakista jawaab main
woh jo lamhe haasil-e-umr thay woh teri talab main guzar gaye
ye tu hi bata mujhe kiya mila tere ishq khana kaharb main…
Re: Sawal
Ishq Khana kharab :hinna:
Re: Sawal
:hinna:
Re: Sawal
Wah. :k: