Wohh aik un mit yaad ka diya jala
Phir jo kamosh iss baat ka warum laga
Koe tumharey sath kee andhee chalee
Jub tu piyar ka peyker bana
Intiha hey isharey kee
Torna goya gawara howa
Zurrah se chubhun
Andaza galat!
Tumhara hamara
Milna
Namumkin raha
Ao, wadey ko azma lein hum
Tum, ubb mut jao
Rishta yey uns ka
Mumkin bana dein hum
Bolo,
Sath do geye?
Wohh aik un mit yaad ka diya jala
Phir jo kamosh iss baat ka warum laga
Koe tumharey sath kee andhee chalee
Jub tu piyar ka peyker bana
Intiha hey isharey kee
Torna goya gawara howa
Zurrah se chubhun
Andaza galat!
Tumhara hamara
Milna
Namumkin raha
Ao, wadey ko azma lein hum
Tum, ubb mut jao
Rishta yey uns ka
Mumkin bana dein hum
Bolo,
Sath do geye?
Warum is a german word its mean Why:p
well anyhow nice nazm thanks for sharing:-)