sawal jawab

Sawal :-

kyuun dekhte hein mushtaaq nigaahon se tumhen hum
naadaan naheen ho tumhein maaloom to ho gaa ?

Jawab :-

Gham e hayaat se fursat kabhii mili to mein
teri nazar ke sawaal o jawaab samjhuun gaa

Re: sawal jawab

lagta hai agli party election main jeet kar Minister bun gai hai

Re: sawal jawab

:konfused:

Re: sawal jawab

matlab no lift after getting votes

Re: sawal jawab

Mushtaaq nigahein explain plzzz :hmmm:

Re: sawal jawab

Re: sawal jawab

acha:smokin:

wese is ka ek or matalb ban raha hai mushtaaq ki nigahein :omg:

Re: sawal jawab

:)

Re: sawal jawab

ajj sach main lag rahah hai mou duh ker aye hain :omg:

Re: sawal jawab

Re: sawal jawab

Bohat Khoob…:k:

Re: sawal jawab

Ker diya na impress..ab tum bhi muunh dhou ker aaya karo ..jab itni nakal ker he lii hai :slight_smile:

Re: sawal jawab

:hug: :wsalam:

Re: sawal jawab

:salam: bro, :bulbuli: Kia ho raha hy…?

Re: sawal jawab

Mlaik ka karam hai. aap kahna ghayab hain? aaj ghar pe hain?

Re: sawal jawab

KESC or Garmi k sata`ay howay kahan ja sakty hyn…?

Ji aaj Ghar pay hi hon…
Subha sy Lite bhi nhi ga`e aaj to…:hehe:

Re: sawal jawab

aaj mosam bhi munasib hai… KESC ka to kaam hi satana aur satane ka bill bhejna hai

Re: sawal jawab

Ji bilkul, Kal bhi behtar tha,
aaj us sy ziyada behter hy…:slight_smile:

hmm…KESC

lambay lambay bill bana k bhaij rahay hyn…
2nd month mein hi Notification aa jata hy Connention disconnect krny ka…

Or Naib ki Police ly k gharon k chakkar laga rahy hyn wasooli k liya…:hehe:

Re: sawal jawab

KESC ki to chitrol lazmi hai :bailan: kitne ghante loadshedding ho rahi hai apke haan

Re: sawal jawab

App ko mere mou ke bare main bara pata hai :hmmm: