Us ki aankhain sawal karti hain,
Meri himmat jawab deti hai..
Us ki aankhain sawal karti hain,
Meri himmat jawab deti hai..
Re: sawal-jawab
kyun aapki zuban pe chaalay niklein hein.. (ALLAH reham kare)
and sorryyyyyyy ![]()
Re: sawal-jawab
Us ki aankhain sawal karti hain,
Meri himmat jawab deti hai..
lagta hai himmat aap kee achee saheli hai, facebook per hai kiya?
Re: sawal-jawab
lagta hai himmat aap kee achee saheli hai, facebook per hai kiya?
Himmat meri invisible friend hai :D
Re: sawal-jawab
Sha-er se pooch k bataongi ![]()
Re: sawal-jawab
hahahahahahahahahahhaha ![]()
ok I’ll be waiting ![]()
Re: sawal-jawab
Jawab hoga nahin na tumharey paas ...
Re: sawal-jawab
kabhi kabhi himmat bhi la-jawab hojati hai
Re: sawal-jawab
Wo temporary phase hota hai
kabhi kabhi himmat bhi la-jawab hojati hai
Re: sawal-jawab
Jawab hoga nahin na tumharey paas ...
Sawwal bhi tou ankhain kr rahi hain....wo khud nai :p
Re: sawal-jawab
Sawwal bhi tou ankhain kr rahi hain....wo khud nai :p
TOu aankhon aankhon mein javab de dou :p
Re: sawal-jawab
Sha-er copycat nahi ![]()