sawal aur jawab

kahan tak suno gay kahan tak sunawn.
hazaron hi shikway hain kiy kiya batawn.
–koi mera dimagh to kharab naheen hai…**

piyar karna koi jurm nahee hai.
-karoo laikin zara door door se naheen to…

ajj apkee baree hai to kal meree baree hai
-kiun kiya pani ke nul ke pass line main kharey ho…

iss duniya ko aag lagado.
-kiya app ke pass machis hai…

jab se dekha hai tumhey.
-baar baar bath room key hee chakkar laga reha hoon…

*na janey tumhay dekh kar *
-qurbani ka bakra yadd aajata hai…

abb aaye ho thakur
-jab thukrayan ka kabbara hogaya…

*nazron se door mat hona *
-warna main kisee aur key sath bhag jaaun gee…

*anna tha to akailey ana tha *
-yeh sarey bachoon ko kiun sath lay aiy ho…

*abb aur jee kar kiya karna hai *
- khamakhwah qarazdar bohat tang kartain hain…

yeh sabb tumharee wajah se hua hai
-yeh bacha mera naheen hai…
**

Re: sawal aur jawab

:)

Re: sawal aur jawab

:rotfl:

Re: sawal aur jawab

:hehe: