Sawaaliya Tasveer

Re: Sawaaliya Tasveer

Nice Effort People :k:

Re: Sawaaliya Tasveer

Vo Mehbooba Bewafa Nikli

main akela bayaabaan main
tumari rah dekhta raha
tu na aaee
intzaar main rota raha

pattay bhi dukh na seh sakay
ur gayey akela chor gayey
ab aansoo badal ban kar
dilasa dainay aa gayey

aana nahin tha to keh jaati
kyon mera dil tu tor gayee
mohabat ko nibhana na thaa
to jhoothay waaday kyon kar gayee

Re: Sawaaliya Tasveer

not really:)

Re: Sawaaliya Tasveer

Alrite :(

Re: Sawaaliya Tasveer

kahan ghar bahar chor kar
bahi behan chor kar
beeyabaan main jaa baitho ho
wahan to baadal bhi **
**paani nahin poochtay

pyaas main ab taraptay ho