~~ SaWaaL ~~



Ban K Ehsaas Meri Dharrkan K Paas Rehtay Ho
Tasveer Ban K Mairee Aankhoon K Paas Rehtay Ho
Aaj Poochna Hay Ek** Sawal** Tum Say
Duur Ho K Kiya Tum Bhi Udaas Rehtay Ho ???

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^

2 Likes

Re: ~~ SaWaaL ~~

acha sawal kia p k

Re: ~~ SaWaaL ~~

Good question tu kiya jawab milla?

Re: ~~ SaWaaL ~~

G bilkul nahi udasi kia baat ki :D
PS : beautiful :)

Re: ~~ SaWaaL ~~

Laykin Javab Naheen Mila Abhi Tak :bummer:

Abhi usnay Yeh Sawal Parrha Naheen :blush:

Apnay is jumlay Par Emergency Light say Roshni Daali’ay :halo:

Re: ~~ SaWaaL ~~

very nice!

Re: ~~ SaWaaL ~~

Thanx M.A.D.I.H.A :~)