sawaal-e-wasl par

**sawaal-e-wasl par un ko udoo kaa Khauf hai itanaa
dabe honthoN se dete hain jawaab aahistaa aahistaa **

Re: sawaal-e-wasl par

Khanjar chale kisii pe taRapate haiN ham "Ameer"
saare jahaaN kaa dard hamaare jigar meN hai

Re: sawaal-e-wasl par

:k:

Re: sawaal-e-wasl par

Udoo matlab ??

Re: sawaal-e-wasl par

dushman

Re: sawaal-e-wasl par

Altaf bhai :hmmm:

Re: sawaal-e-wasl par

Meesna pann :D

Re: sawaal-e-wasl par

nice ashaar uncle.. kahan se liye :p