Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Aik Nazm,

Sawaal Aisa Kabhi Na Karna
Ke “Mujh Say Pehle
Kisi Ko Chaha
Mohabbato’n Ki Nazar Se Dekha..?”

Sawal Aisa Kabhi Na Karna
Ke “Mujh Se Pehle Bhi Shaam-e-Hijaraa’n Ke Jabr Kaatay..?”
“Gulaab Mausam Main Phool Tooray..?
Bahaar Mausam Ke Rung Dekhay..?”

Sawal Aisa Kabhi Na Karna
Ke Main To Pehle Bhi
Apni He Dastaras Main
Apne He Rung Main Tha

Gulaab Mausam Main Phool Saray
Bahar Mausam Ke Rung Saray
Meray Leay Be’Qaraar Thay
Muntazir Thay Meray…!!

Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..

Regards,

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

very nice sharing g

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

thnx muncho :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Nice :k:

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

rather thankyou for sharing such a nice piece of poetry :) :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

:blush:

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Nice sharing Ahmer :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

V nice sharing red :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

nice Ahmer :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Bohat he Amazing Sharing Brother:sheen:
Poem is Really Awesome:)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

tu tum jawab b aisa nahi daina na :p acha post kia hia :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Sawal Aisa Kabhi Na Karna
Ke Main To Pehle Bhi
Apni He Dastaras Main
Apne He Rung Main Tha

Gulaab Mausam Main Phool Saray
Bahar Mausam Ke Rung Saray
Meray Leay Be’Qaraar Thay
Muntazir Thay Meray…!!

:k: really too gud

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Thanks to all of U.. :)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

Ab agar sawaal kar liyaa tou aap jawaab k liyee tayaar rahiye ga:-)

Re: Sawaal Aisa Kabhi Na Karna..

acha Gul Jee :)