**Savera ho chahay , Chahay Shaa’m Ho
Duniya mein meri, Bas tera hi Ek Naa’m ho
Tum Ho Jao mujh ko Khaa’s, Baaki Har sha’e Aaam ho
Har Aahat, par Muhabbat ka Ta’aam ho
Tum raho yunhi MeRay hi Saa’mNay
Ankhon Ankhon Mein, Me’kaday ka JaaM ho
DuniYa JaHaan ka Jo Husn Hai SamaaYa tujh MeIn
Soch mein HaR pal, Tera hi to Ka’LaaM ho
Jaanib-E- Mashriq , Maqhrib, JanuuuB ho Ya Shumaal
JaooN jiDhar bhi tera Hi CharChae’Y JaMaaL ho
Ab to MaaNgaNa hai TuJhi ko Us KhuDa say
Ho jaey to apni Dua gar Kabuul.. To Kamaal-E-Bey’MisaaL ho**