Saudagar

Hum khushboo k saudagar hain
sauda sacha kartey hain

jo gahik phoolon jesa ho
hum bin daamon bik jaatey hain

tum shehr-e-wafa k logon ka
haal-e-wafa kya jaano

hum dil ki chaut chupatey hain
aur aansoo tak pee jatey hain

Re: Saudagar

:lajawab:

tum shehr-e-wafa k logon ka

haal-e-wafa kya jaano

hum dil ki chaut chupatey hain

aur aansoo tak pee jatey hain

Re: Saudagar

Zabardast Bro :k:

Re: Saudagar

Very Nice Muqawwee..:k:

Re: Saudagar

:k: