Sau baton ka aik he matlab hai

Insan , Ishq aur Rab hai
Inkay beech mein sab hai
Aik nahin sau baatein kerlo
Sau baton ka aik matlab hai

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

Ishq bina kia jeena yaaro
Ishq bina kia marna yaaro

ye wale gane se hai na?

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

:wub:

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

or woh ik mutlub kia hai ? hmmm

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

aage baRe kufria qism ke kalmaat hain iss poem main

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

^ kuch kuch mehsoso to ho raha tha .

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

Nice

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

Mein ne puri poetry nahin perhi hui ...mind sharing?!?!

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

Taal movie ka gana sun len.. Ishq bina kiya jeena yaro

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

It means keh yeh song hai?

Re: Sau baton ka aik he matlab hai

mere khayal se.. maine to paRh ke jaan liya tha