sattiyaa naasss...

Re: sattiyaa naasss…

lekin msin yeh zehreela piaala q peooN ? :s
yeh aap donoN mujhay q qurbani ka bakra bana rahay ho :s

… koi maza nai hota… shayad yeh baat ho…

**Mushkilain itni pareen kay ab aadat hogai :-p
**

Re: sattiyaa naasss...

yeh aap kia ayeena daikhtay howay likhti hain ? :s

theek hay iftari kay baad Hill Park main milain... do-gaana waheen hoga smacked

ChaaNdNi raat ... Motiya aur Gulaab kay phool wah bhai wah

Re: sattiyaa naasss…

**:smack: hum ne aap ko aqal mand samajh k ishara dia.. that how you can manage the time…

PS: hamari doori ka tu aap pe bouhat bura asar ho raha hai… :hugz:**

Re: sattiyaa naasss…

lekin main ishaaray say pehlay wali harkat hi q karoon… bandaa aisa kama hi q karay k zehar ka piaala peena paray :-\d

re PS: ham qareeb kab thay, ham door kab howay :frowning:

Re: sattiyaa naasss...

ATA^ aaina app ko dikha rahee hoon ...ab apni nojawani ki tasweer aainay per laga ker usay daikh daikh ker khush hona chor dain

haqeeqat ko maan laain ...abhi bhi paani sir per say nahi guzra

Re: sattiyaa naasss...

yar woh aik ajeeb sa muharawa hai na ........ shadi ka ladu wala ?

Re: sattiyaa naasss...

Jissay ap ayeena samjh kar uthaaya howa hay, wo aap ki taaza tasweer hay *smack

smack... mujh say ziaada fikar aap ko hay :- d
kaheen kuch khatarnaak iraaday to nai na :-p

Re: sattiyaa naasss…

**r u ATA?? mujhay tu shak hone laga hai :aq:

“dooriaN kitni bhe faasla kuch bhe nahi
pass rehna zaroori tu nahi dil main rehne k ley”

ye shair ATA ko fwd kar daina… **

Re: sattiyaa naasss…

nai main ATA ka bhoot hoon, waisay to ATA khud hi aik bhoot hay, lekin he is busy so socha k q na main hi fill in the blanks kardoon…

Re: Shair…

**7 aasmanon say bhi utha lay aingay
Na ho milna to jeenay ka maza kia
**Ghut ghut kar jeena nai aata hamain
Unn kay Abbay ko bhi utha lai aaingay

Aadaab Arz hay ?:blush:

Re: sattiyaa naasss…

**bhoot tu na kahiN… hum unko apna bhai maanty haiN… and

if A=B and B=C tu

tu A is indirectly equal to C… :bummer:**

Re: sattiyaa naasss…

bhai … yani kay ap bhoot bhai :-d
acha nai kehtay…

A is never equal to B, we use only 1-10% of our brain, thats why we say A=B, but in reality its not… every thing in this universe has its own unique identity… we can say similar but not same,

Re: sattiyaa naasss…

naraz shakki insaan ..ik to bhala kero upper say ilzaam suno

Re: sattiyaa naasss…

**:smilestar:

mera shaq yaqeen maiN tabdeel hogia… you cant bhe ATA…

ye itna mota mota IF nazar nahi aa raha hooonnnn :asa:**

Re: sattiyaa naasss...

Shaki to sirf shohars hotay hian, insaan thora hi na shaki hotay :-p

haan to ungli pakrai hay to naddi bhi paar karwadain ab smacked

Re: sattiyaa naasss…

kitna mota ? itna patla sa to likha tha… aur waisay bhi ATA dont belive in IF … do or die… no IF in ATA’s dictionary :-p …

yeh aaj sab shaq shaq q khail rahay han :s

Re: sattiyaa naasss...

[QUOTE]

Shaki to sirf shohars hotay hian, insaan thora hi na shaki hotay :-p

haan to ungli pakrai hay to naddi bhi paar karwadain ab smacked

[/QUOTE]

to itnee dair say pashtoo bl rahee hoon kia smilestar jub saree adatain shohar numa makhlooq ki app kay andar paida ho chukee hain to Shaadi ker lain

or naddi app boat per beth ker paar ker lain ..hum sirf mashwaray daytay hain

shukriya

Re: sattiyaa naasss...

aap ko meray ander aik shohar dikhai daita hay ? eeks then faints

so Miss Mashwara Khanam sahiba, aap ko kisi nay mashwara nai abhi tak ? :-p kafi dair nai hogai ;-)

Re: sattiyaa naasss…

me ke dictionary meyn IF he ap le lo :hehe:

Re: sattiyaa naasss…

ahaan … look who is here, what a pleasent surprise :-p
nai, ham bachon say laitay nai daitay hain… You k liay FFRT kay hawai adday say chochlate li thi, but you ayeen nai, nore called hoonh…

ps: some one told me u r siso of some one :-p

Re: sattiyaa naasss…

:rotfl: :biggthumb aur rahain GS se door :smiley:

haanji, Shaitaan ko dosh de rahai hain, jabkay sab ko pata hai ke wo aaj kal jail main hai.. :stuck_out_tongue:

Lagta hai maajra kuch aur hi hai :hmmm: maybe you are stressed.. so take a day off or so :slight_smile: