Re: sattiyaa naasss...
hazrat apnay baalon main utertee chandni or ankhoon main utertay motiya ka khiyal kerain ik bhi mil jaye ghaneemat hay ....char char ki chakar main ik bhi gayee to phir woh gana gatay phirain gay
gana aftar aftari ..: P
yeh aap kia ayeena daikhtay howay likhti hain ? :s
theek hay iftari kay baad Hill Park main milain... do-gaana waheen hoga smacked
ChaaNdNi raat ... Motiya aur Gulaab kay phool wah bhai wah