I hope you have all read the vile stuff this so called English journalist has written about Afridi and Pathans - so just wondered what would happen if yours truly, GA, invited to a little chat on my own radio program…
For those who dont know, CMJ is Christopher Martin Jenkins and he writes for the Telegraph, I believe.
Nazareen-o-Hazrat, Aaj kay program “Aik Sham CMJ kay Saath” lay kar apka dost, GA hazir Hai
Jeehan, Yah wohee Azeem hasti CMJ hain, jinn kay khubsoorat Bayan nay, hum Pakistanion kee neendain haram kardee hain or dil jeet liyay hain!
To ayeeyay, ab CMJ say chand batain kartay hain…
GA: CMJ, apko Pakistan Kaisa laga ?
CMJ: Tum Sala ****** ka mulk aik dam badmaash hai !
GA: Shukriya, Nawazish..
GA: Pakistani team kay baray may kiya khiyal hai ? Kuch hamaray pass burray achay player hain - Apkee rai ?
CMJ: Tumhara Rickshawalla say lay kar wo badmaash chai walla sub chor hai…Buss Aik hee acha Pakistani humaray ko milla - woh hai Woolmer
GA: Aur kiya acha laga ?
CMJ: Tumhara players may uss Afridi Pathan ka bacha bohat gunda aadmi hai - Her Majesty kay tukron pay palnay walla Pathan log itnee hamaray say badmashee kiya - humara British Viceroy kay samnay uss ko pesh karo - jaldi- abhee…warna humara troops Khyber pass pay hamala karday ga or tum sum ko tabah -o-barbad kardega !
GA: Aur English Team ?
CMJ: Wah , Wah - kiya team hai - Itnay kubsoorat or tazay larkay hum nay kaheen naheen dekhay - Harmison kee diyanatdari or Bell ki bachay jaisay shakal - tumhara bewaqoof Rana Ganja say bohat acha hai, Ha Ha !!
GA: Aur Ayeeyay ab Faisalabad test kee taraf chaltay hain - Ab tak kay khel par apka tabsara ?
CMJ: Woh sala Afridi jo dance kiya - aur phir Shoaib nay murghi dance kiya - hum kabhi naheen bhulay ga - Mera piyara Harmison kitnay piyar say Inzi ko ball day raha tha or Pieterson ka dil tum log nay kaisa tora ? Tum sala Pakistani log baysharam hai
GA: Jee, Aur Kuch khidmat ?
CMJ: Whisky lao aur mera paoon dabao
GA: Jee, to Nazareen-o-Hazrat, Apnay dekha kay CMJ, humaray mehman jo kay England say ayay hain, humaray liyay piyar or dosti ka pegam layay hain - bohat khoob, bohat hee alla…
CMJ: Mera joota saaf karo, Jungaleeo
GA: CMJ- Aik akhri sawal - Phainti ka naam sunna hai apnay?
CMJ: Agar larki naam hai to jaldi pesh karo, kameenay…
Sounds of multiple thapars are heard with CMJ shouting “Oi Oi Harmison, aray Botham bachana…”
![]()