Sath rota tha meray,sath hansa krta tha
Woh shakhs jo meray dil mei bassa krta tha
Meri chahat ka talabgar tha is darja k
Woh musallay pay NAMAZON mei dua krta tha
Ek lamhay ka bicharna bhi giraan tha usko
Rotay huay mujh ko khud se juda krta tha
Meray dil mei raha krta tha dharkan bun k
Aur saaye ki tarah sath raha krta tha
Rog dil ko lga betha anjanay mei
Meri aaghosh mei mrnay ki dua krta tha
Baat qismat ki hai FAIZ juda ho gaye
Warna woh mujhay taqdeer kaha krta tha..
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
great one of Faiz
thanks for sharing
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
so beautiful
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
Baat qismat ki hai FAIZ juda ho gaye
**Warna woh mujhay taqdeer kaha krta tha..
great jee
**
Aryaan
5
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
Very Nice Khubsoorat...
LP
7
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha

Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
boht ala.
Dania
9
Re: Sath Rota tha meray,sath hansa krta tha
very nice :)
<!--Session data-->