sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

yaad wo kareN jinhiN ho dhaRka bhool janay ka phool nahi bagbaN ka muhtaj chamaN maiN khilnaY k leaY

doori;aaN kitni be hooN fasla kuch be tu nahi
sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

mili saadt-e-miRaj mujhaY yuuN tanha raatooN maiN
jab kabhi jhanka tujhaY dil maiN panay k leaY

Re: sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

[/QUOTE]

Miraj..wow....umeed hai ke 8wen aasmaan tak puhanch gayee hongeen aap ;)

Nice :k:

Bohot khoob:k:

Humhe bohot pasand aya…:slight_smile:

Re: sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

yaad wo kareN jinhiN ho dhaRka bhool janay ka
phool nahi bagbaN ka muhtaj chamaN maiN khilnaY k leaY

doori;aaN kitni be hooN fasla kuch be tu nahi
sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

mili saadt-e-miRaj mujhaY yuuN tanha raatooN maiN
jab kabhi jhanka tujhaY dil maiN panay k leaY
[/QUOTE]

beautiful post jano gi :K:

Re: sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

nice one:k:

jhuum kar kaalii kaalii ghaTaa jab uThii
raat apanii to karavaT badalate kaTii
kuchh to mausam ne bechain rakkhaa hame.n
kuchh teraa yaad aanaa Gazab ho gayaa

apane hisse me.n tuufaa.N kii taqadiir thii
zindagii apanii maujo.n kii zanjiir thii
Duub jaane kaa apane hame.n Gam na thaa
us kaa saahil pe aanaa Gazab ho gayaa ;)

Right:~) Thanks for sharing NJ siso:flower1:

wah kya baat hai aap ki! :slight_smile:
thanx for sharing! :k:

Re: Re: sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

ahhhh nahi capo unfortunatliy us ka name Miraj nahi hia :wink: :hehe:

thanks S.K…and welcome to ma thread :slight_smile:

thanks chando g...nayab sis..Amal...G-e-T and ET......:)

wAh

WAH buhat khube

samaan hi baandh diyaa aap ne

Re: wAh

[QUOTE]
Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ: *
**WAH buhat khube
*

samaan hi baandh diyaa aap ne
[/QUOTE]

thanks zara nawazi..:)

yaad wo kareN jinhiN ho dhaRka bhool janay ka
phool nahi bagbaN ka muhtaj chamaN maiN khilnaY k leaY

doori;aaN kitni be hooN fasla kuch be tu nahi
sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

Wah.kya kahne. bahot achha hai Bahna. Bahot hi achha hai.

:k: V Nice Gi

thx for sharin :kiss:

[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
yaad wo kareN jinhiN ho dhaRka bhool janay ka
phool nahi bagbaN ka muhtaj chamaN maiN khilnaY k leaY

doori;aaN kitni be hooN fasla kuch be tu nahi
sath rehna zarori tu nahi dil maiN rahnaY k leaY

Wah.kya kahne. bahot achha hai Bahna. Bahot hi achha hai.
[/QUOTE]

shukria ** Pra ** g atay jatey rahin ab kisi k leay dunai tu nahi na chorni....:)

thanks HH 4 ap ki beautiful kiss ka :slight_smile: