.
Aik sardaar jee ka baita gaaon se shehar mein nokari karnay lagta hai to aik din sardaar jee gaon se usay milnay aatay hain to dekhte hain k woh lift man ban gaya hota hai sardaar jee sara din baithay usay dekhte rehte hain kabhi oopar kabhi neechay !
itnay mein aik budhi aunty lift mein oopar jaati hain to wapsi par aik young gurl wapis neechay aati hai ~then sardar jee bhaagtay huay jaatay hain aur kehte hain Putar aik chakar apni amma bhi lagwa do 
Re: Sardar Vs Pathan
Now Pathan Jee
aik pathan aik banday k sath hotel mein baitha hota hai aur kehta hai k woh samnay jo aik banda baitha hai mujhe us se bohat nafrat hai ~banda kehta hai bhai samnay to 4 banday baithay hain ~ pathan : oye kocha jis ki moochein hain ~
banda : khan saab chaaron ki moochein hain
khan saab: kocha jis ne white shalwar kameez pehna hai
banda: khaan saab sab ne he white shalwar kameez pehni hai
:khaan saab: pistol nikaaltay hain aur 3 bandoon ko maar daitay hain aur kehte hain yeh jo bach gaya hai iss se mujhe bohat nafrat hai 
dono aik se barh kar aik 