Aik sardar Jee parchoon ka kam karta tha. Aik din
Wo grocerry apnee car main dal kar gha reha hoota
hain ka achanak un kee ghari kharab ho ghati ha
Foran hee ghari sa uttarta hian orr Bonat khool kar khara
ho ghat hain. Kooshish kar hee reha hoota hian ka aik flat
kee chat sa Awaz atti ha " Sardar Jee oh dakhoo Choor
Tada saman la gha reha hain" sardar foran hee bonat
gharata ha orr dakhta ha to koi bhee nehi Ghari sa saman
la gha reha hoota ha. Bhari ghalian data ha ussa orr phir bonat
khool kar khara ho ghata ha. Thori dair baad phir awaz atti ha
" Oh sardar Jee wo dakhoo bandaa tada saman la gha reha
hain" Sardar phir ghaldi sa bonat ghirata ha to ussa koi admi
nazar nehi atta jo uss ka saman la kar ghay. Bari ghalian data
ha or dil main soochta ha ka " Huun manu bawaqoof bana reha
ha abhi uppar gha kar uss dee murammat karta hoon. yis
soochta hee flat kee seerhian charna shuroo kar daita ha
wo larka jub dakhta ha ka sardar upper a reha ha ttooo dosra
rasta sa nicha uttar ata ha orr sardar kee Car sa saman niqal
na shuroo ho ghata ha. Sardar flat kee chat par gahta ha
to wo banda to ussa nehi milta, uppar(chat) sa nicha dakhta
ha to wo banda ghari sa saman niqal reha hoota ha, yia dakh
ta hee Sardar Jee kahta hain " Oh munda ghalat nehi daas
ria see utoon tun hing hee nazar annda ha"
![]()
![]()
![]()