Sardaar jokes

Do sardaaron ko koi kehta hay ke “tum logon ke saath raat ke baara bajay kuch hota hay”

to wo jaan nay ke liye aik ghari khareed tay hain aor uss ka alarm raat ke bara bajay ka laga ker baeth jaatay hain.

das bajtay hain to pehla sardaar duusray say puuchta hay:

Pehla sardaar: Tenu kuch hoya?
Duusra sardaar: Nai, Tenu?
Pehla sardaar: Nai.

Gyara bajtay hain:

Pehla sardaar: Tenu kuch hoya?
Duusra sardaar: Nai, tenu?
Pehla sardaar: Nai.

Bara bajtay hain aor alarm bajta hay to un mai say aik uth ke ghari dewaar per maarta hay aor kehta hay. “chuth boldaynay saray!!” :@:


Brain auction:

many people come to see and buy brain on spot. The listing was:

Einstine’s brain: 10k $s Large size
Pakistani brain: 5k $s Medium size
Afghani brain: 100k $s Medium size
Singh brain: 1 million$s Small size

to aik banda puuchta hay yeh itna mehenga kiu?
To Auctioneer kehta hay..sir ji yeh 1000 singhon ka sir tor ke aik dimagh nikla hay.

:chai:

Re: Sardaar jokes

These jokes have been posted many times already.