is thread say bahir rehein aur akalmand andar aiein aur akalmandana guftugu karien:blush:
main sab say ziada akalmand:phati:
is thread say bahir rehein aur akalmand andar aiein aur akalmandana guftugu karien:blush:
main sab say ziada akalmand:phati:
Re: saray bewakoof
Me me me me me :halo:
Re: saray bewakoof
Akalamand larki hazir hai ![]()
Where’s akalmand pagli? ![]()
ap ki intelligence ka to koi juwab nahi
go get her..pata nahi bewakoofon main kya kar rahe hai:naraz:
Re: saray bewakoof
Hum bhi bohat zaheen hai:shikra:
Re: saray bewakoof
hum a chuke hain ![]()
jee magar yeh chiriya ghar nahi club hai:snooty:
i was missing u
Re: saray bewakoof
Main Aqalmand naheen hoon.............but.................Akalmand thori si ho sakti hoon agar apa kay saath rahoon to.
Under anay say pehlay batana tha na. Ub to aa gaay hain. Hamain to saray aqalmand bewaqoof lugtay hain.
Re: saray bewakoof
kay & me should be the only ones to enter this thread..rest ![]()
Re: saray bewakoof
& tum guru ![]()
Suchchi main…aankh pharing.
Kahan hai mera certificate???..Sub ko prove dikhanay kay liaay.
Re: saray bewakoof
Shukar hai meney thread parh lee aur reply kar raha hoon. Kia sab ko maloom hai k pluto ney hamey dhoka diya? Woh kabhi sayaarah tha hi nahi. :)
![]()
so whats sweets:hmmm:?
iska koi certificate nahi:snooty:
akalmand insan dekhnay main dikh jata hai
pluto wo jo micky mouse cartoon main ta:ahaa:
acha tabhi mera doost kayh raha tha kay may tumharay 42 daant tor doon ga:cb:
Yaani aap ka dost aap ko machar samajhta hay . . .
. . .