Ik Khawb Soo Gaya Hai..
Parchaiyoon Ke Panahoon Mein..
Tera Akss Khoo Gaya Hai..
Tu tou Faqqat doo Din Mein Hee..
Meri Tamaam Umar Ko Roo Gaya Hai..
Jatay Jatay Nishaat Ke Poshaak Pay.
Shaab e Gham Paroo Gaya Hai..
Takdeer Ke Bisaat Pay Basit..
Koun Janay Koun Haar Boo Haya Hai..
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~
Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam’haa lam’haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub’ho Shaam kehnaa