Saqoot e Dhaka - Pakistan Army

Re: Saqoot e Dhaka - Pakistan Army

Hamary bary bataya karty thay.. Radio Pakistan par to Pakistan nay jang jeet hi li thi.. yeh to 16 December ko pol khuli…

jab aik news anchor nay yeh kaha kay … dhaka main aik muqami commander nay (Gen. AK Niazi) hathyar dal diye hian… yeh wohi niayzi tha jis nay bbc ko interview detay howye kaha tha kay mar jaon ga mager hathyar nahi dalon ga…