After a very long time, Junoon played Saqinama live in Toledo finally. This song, which carries the message of Iqbal is one of the most upbeat songs Junoon ever played. The song relies heavily on Brian’s bass and Ashiq’s Tablaz, but John Alec and Jay Dittamo filled their shoes nicely, infact very nicely! I saw Sherrybaba going wild on this one too! ![]()
Junoon is the best!!!
“Zamane Ke Andaz”
Band: Junoon
Zamane Ke Andaz
Zamane Ke Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Zamane Ke Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Khirad Ko Ghulaami Se Aazad Kar
Jawaanon Ko Peeron Ka Ustaad Kar
Zamaane Ke Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Jigar Se Wohi Teer Phir Paar Kar
Tamanna koh Seenon Main Bay daar Kar
Jigar Se Wohi Teer Phir Paar Kar
Tamanna koh Seenon Main Bay daar Kar
Jawaanon Ko Soz-e-Jigar Bakhsh De
Mera Ishq Meree Nazar Bakhsh Day
Zamane Ke Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Khirad Ko Ghulaami Say Aazad Kar
Jawaanon Ko Peeron Ka Ustaad Kar
Zamane Ke Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Dilaade Mujhe Woh Main Parda Sog
Ke Aati Nahein Fasl-e-Gul Roz Roz
Dilaade Mujhe Woh Main Parda Sog
Ke Aati Nahein Fasl-e-Gul Roz Roz
Woh Main Jis Se Roshan Zameer Hayaat
Woh Main Jis Se Hai Masti-yeh-kainaaat
Masti-yeh -kainaat…
Zamane Kay Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Zamane Kay Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Khirad Ko Ghulaami Se Aazad Kar
Jawaanon Ko Peeron Ka Ustaad Kar
Zamane Kay Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Zamane Kay Andaz Badle Gaye
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye
Zamane Kay Andaz Badle Gaye (fade out)
Naya Raag Hai Saaz Badle Gaye (fade out)