Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K P Gaya

**Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K P Gaya

Lehroon Say Khailta Hoa Lehra K P Gaya

**
**Ey Rehmat-E-Tamaam Meri Har Khata Muaf

Mein Intiha-E-Shouq (Mein) Say Ghabra K P Gaya**

**Peta Baghair Izm Yeah Kab Thi Meri Majaal

Dar Pardah Chashm-E-Yaar Ki Shay Pa K P Gaya
**

Re: Saqi Ki Har Nigah Pay Bal Kha K P Gaya

Phir kiya Pakola ban ho gai?