**Santa aur Banta bak lootne gaye… Dacoity ke doraan dono aapas me takraa ke gir gaye.. jaldi jaldi me uthay aur dono ne 1 1 bag uthaya aur faraar ho gaye…
Kuch dino baad dono ki mulaqaat hui…
Santa: Tumhare bag me kya tha ??
Banta: 10 lakh rupay…
Santa: WOW yar very good… tumne uska kya kiya ???
Banta: Mene uska makaan khareda… Aur tumhare bag me se kya nikla ???
Santa: Wo Bijli aur Gas ke bills se bhara hua tha…
Banta: Tumne us bag ka kya kiya ???
Santa: Me Aahista Aahista unko pay kerne ki koshish ker raha hoon…**