Santa:yaar kal main bathroom gaya wahan sher tha
banta:hain,phir tum nay kia kia.
Santa:aray yaar,karna kia tha,main nay uss say kaha bhai ap kar lo meri tou nikal hi gai hay
santa:yar mai kal rat 3 ghantay ki aik film dekh raha tha usme na koi scene tha aur na koi awaz thi,
Banta:film ka naam kia tha
santa:‘NO DISC INSERTED’
SANTA found the answer to the most difficult question ever -
What will come first, Chicken or egg?
O Yaar, what ever U order first, will come first.
Petrol ke rate badhne par Santa bola: "Menu koi farak nahin penda.
Pehle bhi 100 ka bharwata tha ab bhi 100 ka bharwata hoo