Sanson ki Mehak

Ub bhee mehsoos kurta hooN teray SansooN kee mehik
Jub kabhi khayal aajaiy Saans lainay ka jeenay kay leay

yaad karein woh jinhein dhurka ho bhool jaanay ka
phool nahi Muhtaj BaaghbaaN ka chamun mein khilnay kay leay

DooriyaaN kitni bhee hoN Faasla Kuch bhee to nahi
Saath rehna Zaroori to nahi Dil mein rehnay kay leay

Ajub lutf hay Hijr-o-Firaaq mein laikin Kub Taluk
Qulb ko lahoo chahyeay bahur soorut Dharuknay kay leay

Mili Sa’adut-e-Mairaaj mujhay YooN tunha raatoN mein
Jub kabhi Jhaanka Dil mein Tujh ko Paanay kay leay

RukhooN kaisay Hisaab teree InaayatooN ka mein
Jub paimaana NahiN Durkaar Nazur say peenay kay leay

bohat khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

welcome here

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

Nice !!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

welcome aboard!!


dil dariya, samandaron donge .. kaun dillan di- yan jane ..
jane na jane gul hi na jane .. baggh to sara jane .. ;~)

nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

Very Nice… and Welcome

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Thanks All