Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

tay Gs users kithay reh gaiyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee ?

udh udh jayee mera dupata malmal da

khamosh cafe wekh k mera dil jalda

koi to ja kay bulaye ,ho koi to kujh das jaiye

tay flooders mahee kithay rah gaiyeee

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

:cb:
kitni der lagi ye likne mein

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

just 1 min . aysay kam merey daain hath k khail hain ..

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

jo kaam dain haath se kiya jaate hain un mein barkat hoti hai
here theres no responce
lagta hai sab jumma parne ke liye gae hain:)

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

shaam kay 5 49 per ko sa jumma perhnay gayee hain

lagta hay sub miil ker kissi dawat per gaye hain or hum dono ko lay ker nahi gayee

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

;) PG ..bara shairana mood hain aaj kia baat hay

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

wah jee wah kya baat hai apko dekh ke anjuman yad ajati hai :p

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

^ kioon anjuman itnee kioon yaad aa rahee hay aap ko...??

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

[QUOTE]
PG ..bara shairana mood hain aaj kia baat hay
[/QUOTE]

sahirana kahan baizarana hay ...ap sunao how was ur day

[QUOTE]
wah jee wah kya baat hai apko dekh ke anjuman yad ajati hai
[/QUOTE]

waisai he saf saf bolain kay anjuman yad arhe hay bahanay banany ki kia zarorat

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

anjuman khet tabah karne main mahir thi na is liye yad a rahi hai ^

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

kion app kay khaiytoon per bhi tabahe machaye thee us nay kia?

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

nahin jinke kheton per machai thi woh ab tak ro rahe hain ke koi fasal nahin nikal rahi :p

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

farhad ko higher ker lain woh paharoon say doodh ki nehrain nikal layta hay shaid fasal bhi nikal day

Re: Sanoo Cafe walay Pull tay bula k

ap ne koi kaam karwaya hai kya farhad se ?