sanjeeda mazak * snooty*

Re: sanjeeda mazak * snooty*

Hansnaa to dunnia ka sab say asaan kaam hay...

baat to yeh hay k rona kiss kiss ko aata hay ? ...

nahh... har koi ro nai sakta, hansi to kisi bhi waqt aajati hay...
agar himmat hay to ro kar dikhain :-p ... dil jab hadd say ziaada pressurized hota hay to wo apni bardasht ki hadd kho daita hay aur phir khoon pani bann kar ashkoon say chalak parhtay hain...

ronay say pehlay bohat takleef hoti hay... ronay k baad takleef kam hojati hay ...

Re: sanjeeda mazak * snooty*

hmmm aisaY >>> :hehe: :rotfl: :cb:

:layd:

Re: sanjeeda mazak * snooty*

yeh bhi??? mujhay nahi yad perta app nay kabhi mujhay koi danaye ki bat bataye ho * snooty*

nahi mera khiayl hay ab hum aroplane hee lay lain traffic ka jhagra he khatum : D

Dada Abba > thanx for kind advises …

baqe khwahishaat ko main zyada lift nahi karatee

shukriyaa madicam