Re: sanjeeda mazak * snooty*
^In kay sar main khujli say aapko kiya takleef hay ![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^In kay sar main khujli say aapko kiya takleef hay ![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
[quote=“Precious^Khan”]
^In kay sar main khujli say aapko kiya takleef hay
/QU
aap kay pait main dard kuon ho raha hay:hoonh:
Re: sanjeeda mazak * snooty*
[quote=aneeqam]
Mainay aap say Pait kay dard ki dawai naheen mangi ![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
berhe bee> app ki to kia bat hay app ki is umer main bhi batesi salamat hay
sidz_amgel> llolzzz ajj kal traffic he bohat rastay bhi band hotay jaray hain : D
chalo traffic police ko bulatehain voh traffic kam ker deh ghi humare liye
Re: sanjeeda mazak * snooty*
[quote=“Precious^Khan”]
tau kya phir khujli ki mangi thi…
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^Us ki zarorat mujhay naheen ...BIB ko hay :p
Re: sanjeeda mazak * snooty*
oyee PK77ghooring meri batisi to mun mein hay…ziadah dant met nikalo werna app ki batisi haath main pekra doon gy phir say ghooring…huh bourhi ka mazaq ura raha hay kal ka becha:hoonh:
Re: sanjeeda mazak * snooty*
Berhi makhi ziada ghussa mat dikhao …aur haan mujhay itna ghoornay ki zarorat naheen hayabhi tou main javan hoon
Re: sanjeeda mazak * snooty*
ho hay makhi kisay bola*haath ghouma ghouma k boling*
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^App jo mujhay har wakhat PK77 bolti hain …![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
woh to main nay app ka nick rekha hay bechay…itna cute sa to nick hay
Re: sanjeeda mazak * snooty*
Yeh mairi pesonality say naheen milta …![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
ACHA TO PHIR PK420 MILTA HAY KIYA?
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^number likhna laazmi hay berhi makhi ![]()
Re: sanjeeda mazak * snooty*
makhi likhna zaroori hay pk420…pehlay to pk777 kehti thi ab makhi bola to pk420
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^U can call me P^K 302 ;)
Re: sanjeeda mazak * snooty*
kaisai hanstay hain ??? * naraz*
jab har khuwaish tammana bann jai, aur phir itni moti hojai k darwazay main phans jai... aur phir nannha bhi ussay nikaal na pai to phir uss k na nikalnay ki takleef hoti hay...
aisa nai hosakta k ham koi khuwaish hi na karain ? Dunnia ko laat maar dain, phir dunnia hamari hojaigi... jaisay k shamshaad begum nay farmaya tha k ...
Dunnia ko laat maro dunnia tumhari hay yeh dunnia timhari hay...
hmm... try to pray 5 times daily, and recite durood shareef as much u can... and do tasbeeh of 'ALhamdulillah' all the time... inshAllah things will be better soon inshAllah :-)
Re: sanjeeda mazak * snooty*
hanstaay woh hain jiinn ka dil murda hoo ..![]()
mubarik hoo aap zinda dil ho gye :halo:
Re: sanjeeda mazak * snooty*
hansay ka talluq dil say nahi hay…
dil to aik meter hay jo gamm aur khushi ko naapta hay, phir aik signal bhaij daita hay dimah ko aur dimagh forunn mood ko change karwa daita hay…
sab kia dhara dimagh ka hay, dil to fazool main badnaam hay… dil to pagal hay dil deewana hay… balkay main to kehta hoon k dil UKP hay…
jin k dil khushi say bharay hoon wo khushi ko hansi k raastay bahar nikaal daitay hain… dil bohat baywafa hota hay, khushi ko aik lamha bhi apnay ander nai rakhta… lekin gamm ko ishq karta hay, aur gamm ko dil main basa kar rakhta hay…
jiss tarah khushi thori si dair k liay hoti hay, usi tarah gamooN ko bhi dil say nikaal do… Q kay…
Jinaab Haji Dada Abbaa Khan Sahib Karachvi-USAvii said so… drinking Huqqa
Re: sanjeeda mazak * snooty*
^^ who aik chemistry lab main aik gas hoti hhai jiss say bhut hansi aati hai …
uss say dimagh may hormones release hotay hain jis say hansi aati hai …
chemistry lab main sub kuch hota hai
blue vitriol bhi