sanjeeda mazaaq

is main app ko bewakoof sabbit kernay kay imkaan bohat zyada hotay hain

app agar sanjeeda mazaq per hans dain to agla yeh keh ker sharminda ker sakta hai

is main hansnay ki kia baat thee ?

or agar app na hansaain to bhi keh saktay hain

is main itna sanjeeda honay ki kia bat thee ?

is ley aisai mazaaq say hameesha perhaiz kerain

wizart-e-sehat

Re: sanjeeda mazaaq

:salam:P_G

ap ke is mashwary pe hum hansy ya nai?

Re: sanjeeda mazaaq

kya yeh bhi ek sanjeeda mazak hai?

is main itna Sanjeeda honay ki kia bat thee :chupki:

wizarat-e-sehet kaa hansee mazzaq se kiya taaluq ...

this should be part of wizarat-e-chichora pun

Re: sanjeeda mazaaq

what is it with the complicated urdu :bummer:

have mercy on us BBCD’s :halo: