Sangakkara new no. 1 Test Batsman

LOL, machli khaa li hai bahut zyaada becharay ne. Har purana thread bump karke aise khush horaha hai jaise Kashmir fatha karliya hai, kahan kahan se aajatay hain phateechar log gupshup pe yaar, hadd hoti hai.