usay kehna
khabhi milnay chala ayay
hamaray paoo mein jo rasta tha
rastay mein pair thay
pairon per jitne tA’roon ke tolian
hum se mila karte thee
ab woh urtay urtay tahk gaye hain
woh gahne sakein jo hum per saya karte thee
woh sub mohrjaa gaye hain
tum use kehnay
khabhi milnay chala ayay
labo per lafz hain
lafzoon mein koi dastan,qisa,kahani
jo aksar use sunatay tha
kesay jaa kar sunaAyein gay
bataein gay
ke hum mehraab-e-abro mein sitaray tanknay walay
dar-e-lab bosaa izhar ke dastak se aksar kohlnay walay
khabhi bikhree hoee zulfoon mein hum
mehtaab ke gujray bana kar bahndnay walay
charag aur aainay ke darmian
kab se sar sahil kahray mojoo ko taktay hain
use kehna
use kehna use hum yaad kartay hain
hum aa kar use khud miltay
magar maqtal badaltay mosmoo kay khoon mein rangeen hai
aur hum
qitar andar qitar aisay bohtu se mosmoo ke darmian
tanha kahray hain
janay kab apna bolawa ho
ke hum mein aaj bhi Ek umar ke war’Rftage aur wahshaton ka raqs jare ha
woh baze jo besaat-e-jaa per kahle thee
abhi hum ne na jete hai na hare hai
ise kehnay kahbhi milnay chala ayay
ke ab ke bar shiyad apne bare hai.
sorry its long but if something long is great so i think i should post:)
usay kehna
khabhi milnay chala ayay
hamaray paoo mein jo rasta tha
rastay mein pair thay
pairon per jitne tA'roon ke tolian
hum se mila karte thee
ab woh urtay urtay tahk gaye hain
woh gahne sakein jo hum per saya karte thee
woh sub mohrjaa gaye hain
tum use kehnay
khabhi milnay chala ayay
labo per lafz hain
lafzoon mein koi dastan,qisa,kahani
jo aksar use sunatay tha
kesay jaa kar sunaAyein gay
bataein gay
ke hum mehraab-e-abro mein sitaray tanknay walay
dar-e-lab bosaa izhar ke dastak se aksar kohlnay walay
khabhi bikhree hoee zulfoon mein hum
mehtaab ke gujray bana kar bahndnay walay
charag aur aainay ke darmian
kab se sar sahil kahray mojoo ko taktay hain
use kehna
use kehna use hum yaad kartay hain
hum aa kar use khud miltay
magar maqtal badaltay mosmoo kay khoon mein rangeen hai
aur hum
qitar andar qitar aisay bohtu se mosmoo ke darmian
tanha kahray hain
janay kab apna bolawa ho
ke hum mein aaj bhi Ek umar ke war'Rftage aur wahshaton ka raqs jare ha
woh baze jo besaat-e-jaa per kahle thee
abhi hum ne na jete hai na hare hai
ise kehnay kahbhi milnay chala ayay
ke ab ke bar shiyad apne bare hai.:(
**
sorry its long but if something long is great so i think i should post:)
[/QUOTE]