Sandaisay Mohabat kay

Sandaisay mohabat kay
teri anmole chahat kay
teri Roshan ankhon men
meri palkon ne likhay hain
tum se mohabat hai
tum se mohabat hai
yeh chand alfaz…yeh chand lamhay
mohabat ki inayat kay
tujh se haan fakat tujh se
milnay ki khuwahish kay
ek masoom se tamana hai jo likhi hai sandaisay men…!:slight_smile:

Re: Sandaisay Mohabat kay

niceee:)

Re: Sandaisay Mohabat kay

nice :k:

Re: Sandaisay Mohabat kay

thnx frndzz