**samay samay kii Khalish mei teraa malaal rahe
judaaiyo`n mein bhii yuun aalam-e-visaal rahe
anaa kii jang mein ham jeet to gaye lekin
phir us ke baad bahut der tak nidhaal rahe**
raah-e junuuN mein yahii zaad-e-raah hotaa hai
ke justajuu ba.De divaanagii bahaal rahe
hasien raatein bhii mahakein tumhaarii yaadon se
ka.De dinon mein bhii pal pal teraa Khayaal rahe
tuu ek baar zaraa kishtiyaaN jalaa to sahii
hai kyaa majaal ke ek lamhaa bhii zavaal rahe
Poet: Farhat Abaas Shah
Koyal
2
V nice gazal thanks for sharin...:)
Pramod
6
bahot hii achhi choice hai aap ke ** GKK **. thanks for sharing it with us.
thankeww everyone
..
heartuuu yaar wat`s so funnysniff
..
Azad
9
raah-e junuuN mein yahii zaad-e-raah hotaa hai
ke justajuu ba.De divaanagii bahaal rahe
reet
10
Re: |~.samay samay kii Khalish mei teraa malaal rahe.~|
very nice…:k::k:
**thankeww everyone **
..
Azad sigh ..
..
uhhhhhhhhhh ghazal ji acha kaha
keep going 
ta ta 
Beautiful ghazal GKK
:k:
damn… yaar i didnt post that reply .. wo SKN thee 
jhoot! mujhey badnaam mat karo larki! 
thankeww everyone ..
..
heartuu hehe then it`s okay ..
..
SKN hehehe ..
.. stop using other ppl`s ids ..
.. j.k
Minerva
19
samay samay kii Khalish mei teraa malaal rahe
judaaiyo`n mein bhii yuun aalam-e-visaal rahe
I read somewhere,
visaal main bhi wohi faslay firaq kay hain
kay usko neend mujhay rat jagay ki aadat hai
Ghazal bohat achee ghazal hai :)
hey wht do u think mae aisay bongay replies kerti hon kia 
SKN: shutup:rolleyes: