**Samandar pur sakon hy par kinary shor karty hain
Mairy atraaf bas rangeen nazary shor karty hain
Or ab to chandni ratain mujhy achi nhi lagteen
Sakon say so nhi sakta k tary shor karty hain
Main jab khamosh rehta hon to sab khamosh rehty hain
Agar ik lafz bhi bolon to sary shor karty hain
Bohat mudat hoi jab tum mary kochy say guzry thy
Par qadmon k nishaan ab tak tumhary shor karty hain**
jiia
2
Re: Samandar pur sakon hy par kinary shor karty hain
sponge bob zehen me aata
:halo:sach
Re: Samandar pur sakon hy par kinary shor karty hain
**Main jab khamosh rehta hon to sab khamosh rehty hain
Agar ik lafz bhi bolon to sary shor karty hain
Kia aap jalson main naare lagwate hain 
**
jiia
4
Re: Samandar pur sakon hy par kinary shor karty hain

just imagine 