Samandar pey kharee yeh s0©hti h00n

Samandar pey kharee yeh s0©hti h00n
Mujhey paani miley t0 kya kar00ngi

             Mujhey tum sey m0habbat hai hamesha 
             Kaha Gar na j0 tum ney kya kar00ngi

             Na aaye is makan mein tum kabhi t0             
             Mein is bey ghar makan ka kya kaar00ngi

             Na aaye phir j0 merey saamney tum 
             Mein is aadhi ghazal ka kya kar00ngi

             Gar d0 Gaz zameen mein bhi na mila
             suk00n-e-dil ki khatir kya kar00ngi

Re: Samandar pey kharee yeh s0©hti h00n

nice one :k:

Re: Samandar pey kharee yeh s0©hti h00n

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
Na aaye is makan mein tum kabhi t0

Mein is bey ghar makan ka kya kaar00ngi

Gar d0 Gaz zameen mein bhi na mili
suk00n-e-dil ki khatir kya kar00ngi
[/QUOTE]

Dania Ji,

Baat to sahee hai, jo sakhas wajay sakoon hai agar woh hee nahiN to ghar baar malo daulat ka kiya karna. Very nice. Share karney ka shukriya sadd shukriya.

Saqi