hawa ja kar usay kahna!
jo is ne phool bahjay thay
inhi phoolooN se ab khushboo nahi ati
bus us ki yaad ati hai
isi ki yaad main ab hum
na jeety haiN na martey haiN
bus is ki aag maiN har waqat jaltey hian
badan se jo lipat kar
rooh taak ko jalati ha
magar us ko khabar hai kia
jis ki yaad main
tanha sulagtey haiN
ye jo khud ko jalatey haiN
usay kia yaad atey haiN
bata kuch tu
hamin wo yaad kartey hain
k jis ka naam hum aksar
sar-e-sahil likhtey haiN
jis k vasal ki khatiR
samandaR ki hawaon k sabhi dukh jhela kartey haiN
is say kahna
hum us ko yaad kartey haiN
ye ankhiN us ki furqat maiN
hamin ab khon rulati haiN
stati haiN
hum us ki yaad se dil ko bohat abad rakhtey haiN
hum us k loat anaY ka
yaqeen rakhtey haiN
is ko yaad kartey haiN
usay kahna !
hum us se payar kartey haiN
***
Bahut khoob!
very nice.. :)
hawa ja ker usay kehna hum us se pyaar kerte hain :(
luv this poem
excellent poem Koyal jee ![]()
**
is say kahna
hum us ko yaad kartey haiN
ye ankhiN us ki furqat maiN
hamin ab khon rulati haiN
stati haiN
hum us ki yaad se dil ko bohat abad rakhtey haiN
hum us k loat anaY ka
yaqeen rakhtey haiN
is ko yaad kartey haiN
usay kahna !
hum us se payar kartey haiN
**
wonderful ![]()
![]()
**
hawa ja kar usay kahna!
jo is ne phool bahjay thay
inhi phoolooN se ab khushboo nahi ati
bus us ki yaad ati hai
isi ki yaad main ab hum
na jeety haiN na martey haiN
bus is ki aag maiN har waqat jaltey hian
**
Nice one Koyal jeee
![]()
yeh phool soongho hopefully inmaiN khushboo ho gee
Aur marnay ki khuahish bilkul bhi nahee ho gee
Thank you for sharing… ![]()
us ki yaad ati hai ![]()
very nice :k:
thanks Lamhay ...VV..& HH ...:)
:nono:
![]()
thanks Daagh je…![]()
kagzi pholon main khushboo nahi hoti wG
beautiful:k::k:
thanx!![]()
![]()
Very Nice… ![]()