^^ Samajhtay Hain MujhaY ^^

**



+++++++++++++++++
**
**
Yaar Bhi Raah Ki Dewaar Samajhtay Hain Mujhay
Main Samajhta Tha Mayray Yaar Samajhtay Hain Mujhay
**
Main Tou Youn Chup Hoon K Andar Say Buhat Khaali Hoon
Aur Sab Log Pur_Israar Samjahtay Hain Mujhay
**
Main Tou Badaltay Hovay Haalaat Main Dhal Jaata Hoon
Daikhnay Waalay Adaakar Samajhtay Hain Mujhay
**
Woh Jo Us Paar Hain Un K Li’ay Is Paar Hoon Main
Woh Jo Is Paar Hain Us Paar Samajhtay Hain Mujhay
**
Naik Logoo’n Main , Main Naik Ginaa Jaata Hoon
Sub Gunehgaar , Gunehgaar Samajhtay Hain Mujhay
**
__________________________________
**
====================
888888
----


**

:k:

Re: ^^ Samajhtay Hain MujhaY ^^

nice sharing

2nd last shair :k:

Thanx Jhanjerz :~)

Thanx Bheegooo :~)

Yeh Tumhara Avatar Condoleeza Rice Ko Pyara Ho Gaya Hay :hmmm:

Thanx ShabZZzz :~)

Bohet khoub !

thx 4 sharing :)

Re: ^^ Samajhtay Hain MujhaY ^^

lovely.buhat hi piyaree gazal hai....thanks for sharing.......

Theek hi samajhtey heiN :-d

Re: ^^ Samajhtay Hain MujhaY ^^

very nice :k:

Thanx BIG Bee :~)

Thanx Dear :~)

Sach’chi :blush:

Thanx shino:~)