Samajh Nahi Aati...

Samajh Nahi Aati Mohabbat Ki Kahani Kiya Hai!

Sajday Khuda Ko Kar K Maangtay insaan Ko Hain

Re: Samajh Nahi Aati…

School main Islamiyat ki classes bunk na kartin, to aaj ye haal na hota :snooty:

Re: Samajh Nahi Aati…

school mei’n classes bunk hi nahi hoti :zobo:

Re: Samajh Nahi Aati…

aap ne to kar lin na pet dard ke bahane bana ke

Re: Samajh Nahi Aati…

i love studying.. n main classes bunk nahi karti…
:no:

Re: Samajh Nahi Aati…

Chalo maan lete hain.. which class you are studying?

Re: Samajh Nahi Aati...

i hv done FSC.. us k baad abhi break per hain.. inshAllah phir jald hi start karun gi

Re: Samajh Nahi Aati…

UK main bhi FSc hota hai? :hmmm:

Re: Samajh Nahi Aati...

yes sabhi kehtay hain, lekn kisi ko dekha nai study chor k phir start kar sakay

Re: Samajh Nahi Aati…

nahi.. lekin mera level is k barbar hai

main to karun iA

Re: Samajh Nahi Aati…

Hmmm

Nalaik insaan Khuda se maang kar

phir Khuda ko hi bhool jaate hain

Musebat k waqt Khuda yaad aa ta hai:smokin:

Re: Samajh Nahi Aati...

Very nice