Salute To Cafe MODS

Re: Salute To Cafe MODS

kidher hain MODS
i need to ask em a question:help:

Re: Salute To Cafe MODS

Sir unhe PM kar diya karein

Re: Salute To Cafe MODS

hall puchan tha yaar tumhara:hugz:
:khumar:

Re: Salute To Cafe MODS

Shukar hai Allah ka, dua hai aapki…haal bhi PM mein pooch jaa sakta hai, hai na :hugz:

Re: Salute To Cafe MODS

PM siraf hangami halLat main use karta hoon

aur sunao phir app ki angalena baji ka kia hall hay?

Re: Salute To Cafe MODS

usmein aur brad mein aajkal jhagra chal raha hai :D

Re: Salute To Cafe MODS

aur tum nay iss e khushi main molve bhee book karwa liya hoo ga :aq:

Re: Salute To Cafe MODS

He’s on stand by :blush:

Re: Salute To Cafe MODS

app wadday hoo is forum kay…kuj tau sharam kiya karoo
bachon koo puthe batain na sikhaya karoo
gunah milay ga
:maulana:

Re: Salute To Cafe MODS

^ Har nick sey same harkatein, pahley gandi baatein kartey ho, phir mujhe sharam karwatey ho :smilestar:

Re: Salute To Cafe MODS

tau app koo koon sa sharam aa jati hay

Re: Salute To Cafe MODS

Sharam karwaney ka style hi theek nahi tou sharm kia aaye gee :wave:

Re: Salute To Cafe MODS

:eek: kaisi ganni ganni batain ho rahi hain

Re: Salute To Cafe MODS

dhoti kholl kay sharam dalwaoOn abb :emmy:

:smack: ajj kall kay budhay :hinna:

Re: Salute To Cafe MODS

Dhoti kholli nahi jati
Uthaie jati hay :smack:

Depending on situation

:chai:

Re: Salute To Cafe MODS

meri zip wali dhoti hay :barbie:

Re: Salute To Cafe MODS

ehtiyaat say use kiyaa karoo - ZIPP :hayaa:
kafi maslay ho saktay hain Zipp wali patlooNooN aur dhootiooN kay saath :hinna:

Re: Salute To Cafe MODS

:halo: yahaan kiya ho raha hai

Re: Salute To Cafe MODS

aww:hugz:
paa ji koi talaAkh tajurba hua tha:hmmm:

Re: Salute To Cafe MODS

yahan pay mardana batain hoo rahi hain
bachay aur zanaNa bahar chalain …