Re: Salman Rushdie’s books
Why u hve choose salman Rushdie u can choose any Ullama books u will find the same thing as well.U know guys its not salman Rushdie fault salman rushdi ka bhi koi qasoor nahin, usne apni badnaam e zamana kitab mein jo kuch likha wo “islami” literature se hi likha apni taraf se kuch nahin likha, uski likhi koi baat aisi na thi jo kisi tareekhi ya doosri rawayat mein na majood ho…Rushdi case mein humne kya kiya?? wo aaj tak kyun azad hai
main app ko bata hoo os nay case main yea hi kaha tha ke mainne kuch bhi apni tarf se nahi likha jo bhi likha woh humhari books main pahlay se moojood tha but mainne is ko aisay jaisay islamic literature main tha wase hi baqair change kiye likh dia aur os nay refrence bhi diye aur humhare ullama aur jude ke pass is ka koi jawaab nahi tha wajah saaf thi ke woh yea kah kar bari zima hoo gaya ke mainne tu apni taraf se kuch kaha hi nahi yea to pahlay se books main moojood hai.Hum beechare sadhay sidhay musalman in ko aur in ke books ko sanaat maan kar islam per chalnay lagaye
salman rushdi par ungliyaan uthatay hain…(yaad rahay ke salman rushdi ne apni badnaam e zamana kitab mein apni taraf se kuch nahin likha tha balkeh “hamari” hi kitabon se material ikatha ker ke usko kitabi shakal di thi.)Such sun-ne aur bardasht kerne ka maada hum logon mein bouhat kam hai…iss liye mein tafseelan to nahin bata sakta ke Rasool(PBUH) ki ismat par kaise kaise hamlay “hamari” hi kitabon mein majood hain