Yeh sher aap ke liye
Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.
Happy Birthday
Yeh sher aap ke liye
Har lamha apke hothon pe muskan rahe,
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe.
Happy Birthday
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
**Yeh Dua hai meri
teri her dua ho puri
Tere khwabon ko taabeer milay
tu jo kahe wo asar rakhe
tere lehjay ko wo taseer milay
**
Happy Birthday Ehsan Uncle
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
head per hair aur cake per candle k adad braber hain
hum sab ki dua se ehsan uncle zinda, abaad braber hain?
happy birthday
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
happy birthday
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
Happy Birthday uncle
Khuda kabhi na karay gham se ham kinar tujhe
Dua ye deta hai dil mera baar baar tujhe
Khushi ke phool khilein zindagi ki rahon mein
hansi chamakti rahay teri in nigahon mein
meri nazar kabhi dekhey na beqarar tujhe
Allah g aapko sehat wali lambi umr ata kare aur apko dheron khushian dein ameen
![]()
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
bauhat Shukriya, Allah aap sub koh khush rakhey.
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
Baqool Zaban-e-chacha ( Ghalib)
Tum salaMat rahoo Hazar baras
har baras k hoN Din Pachas Haazar
Many happy returns EB - sorry despite the FB reminder , I am late in wishing :)
Hamayshah Dair kardaYta hooN mein :)
Re: Salgirah Mubarak Ehsan bhai
happy birth day paen...may you have many many many more :)