Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

dhaniya,mooliuan haar waqat apno dukan ki bikree ke fikar paree rahte hai app koo unkil

app abb bhee muNjhay phoolon,booootay,titlion, walay PM karr saktay hain :hugz:
ps-app ki zobia appAn sathya gai hain

khol daita magar thand bohat hai :bummer:

aglay maheenay eik din tumhare bday,baki din kia soog manNa hai?

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

tohfa kacha thaa… agli dafa paka kay daina

thankx

hazaroon saal :smack: pata hai app nay apni taraf say dua de hai …magar hazaron saal jeOnn ga tau socho kitnay aur masoom logon like guppies ko tang karoon ga

jhonson&Jhonson ki dhoti :chupki:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Oh tu tumhari salgirah ko ab roog banna hai:naraz:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

I just felt I am banned:konfused:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Thanks:D

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

lol…i didnt know. he sounded like female on many occasions :bummer:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

last info tek to app baba ji thaay :smokin2:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

zobia appAn app GEO ke tarhan jhoote khabrain kiun phailatee hain?:hoonh:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

ninaanway saal k ho gaye :phati:
magar is umar mein bhi yaviliyaan maarnay sey baaz na aaye :stuck_out_tongue:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Agar ptta hota tu Lachy waly mazaq kerty kia:aq:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

nahin phir lachay waly bhi naan karta… aurton kay baary main aisi batain nahin kartay shareef bachay :blush:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Bas Babra shareef or nwaz shareef ky bad ap hi shreef bachy hu:chai:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

nahin wo to naqli waly shareef hain... matlab unn kay walid ka naam shareef tha... main asli wala shareef hoon... aur wo to budday hain, main nain bachon ki baat ki thi

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

Pachpany main Bachpna nahi giya tumhara:hehe:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

dil hona chahi da jawaan tay umran vich ki rakhya :nuch:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

LOL bat tu theek hai magar is umar main aksar dil ky dory bhi perny lagty hain on ka kia kia jaay:cb:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

^ wo boorhay dilon ko partay hain … jawan dilon ko nahin :barbie:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

^^ Dil ka jana thehr giya subah giya ke sham giya:D Ghalib ny hi kaha hy na:aq:

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

apnay spellings par thori tawajju diya karin... parhana mushkil ho jata hai

ab ye jo oopar likha hai iss kay zara hijjay kar kay batain

Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka

:konfused: Yeh mery spelling khrab kon kerta hai theek hi kiy they main ny tu:(