Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
well well well ![]()
umm this was ur tofa
]
DId u thought it as chocholate & ate it? :halo:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
well well well ![]()
umm this was ur tofa
]
DId u thought it as chocholate & ate it? :halo:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Tum koi kam na krna had haram BABA:snooty:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Happy B'day DMD.....mera cake mat bhoolna OK!
Hazaron saal jeeain!
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
bud-dua kisi ![]()
may nay ALLAH ka naam lia. churi pheri or khal lia, mazay lay lay k ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Happy Birthday DMD. ![]()
Jeeyo hazaron saal, aur dhoti mein dhamakey hon har saal
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
thanku thanku ![]()
aglay maheenay phir hay happy bday mere ![]()
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
ROSES ARE RED
VIOLETS ARE BLUE
WERE U WEARING A DHOTI
WHEN GOD SENT YOU ![]()
happy birthday to ytou --------- many you have a million more ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Haley wi kithay yaar dhoti.
asal maiN dukaan pay kaam wadh gya hay samja kar na.
Dhoti kitni dafa kaha hay kay mooliuN waley parathay mat khaya kar, ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Kuch na pooch yaar prince. Aaj kal curfew laga hoa hay, ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
dhoti ![]()
ooy main aaj tak tujhay aik gabhroo jawan samjhta raha… mujhay kaya pata tha tum aik alhar mutyaar ho … pata hota to tum say wo dhoti waaly mazaaq naan karta…
ye to aapa zobia ki nawazish hai kay gupshup ki awaam ko bakhabar rakhti hain
btw abhi 2 mahinay bhi nahin hovay pichli b/day ko… ye kon sa calender use ho raha hai?
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Chacha_ghalib, ab dhoti ko athar matyar samaj kay line maarna shuru na kar daina.
Yay na ho kay wo ghussay maiN aa kay dhoti khol day, ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
^ ![]()
tajarba kaar lagtay ho paai danday walay
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
^^ yaar maiN nay to kabhi khuaab maiN bhi dhoti ko khusra nahi samja.
yay kesi baateiN kar rahey haiN aap? ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
khusra ![]()
paai ye kaya soch rahy ho… hum to male or female ki baat kar rahy they…
waisy khuwaab main usay kaya samjhtay ho ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
^^ khuaab maiN usko dhoti wala hi samajta huN.
Uski waja say hi to hamara DhotiuN ka kar-o-baar chamka hoa hay. Yay alag baat hay kay uskay dhamakuN ki waja say laundry waluN ka kar-o-baar chamka hoa hay, ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
aik baat to clear ho gai kay wo aap kay khuwabon main aata hai … chalo mouj karo ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
^^ dhoti kaka pra hay apna. Lahore pashor… jahaN marzi aaye jaaye ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Meri ko apni mat bnnao:naraz:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Magar yeh kisi ki sunta kab hai:D