how do u guys manage to pray salats???
what do u do when you are tired, and do not feel like praying..?how do u guys manage to pray at work..or when u r shopping at a mall:)???
Re: Salatssssssssss
BKG mubarak ho Zee was telling me keh tum apne ghar ke pass wali masjid main azan deti hoo ![]()
Re: Salatssssssssss
lol.....Zee ka bacha usnay akhir bata hi diya i told him not to tell neone..ab uski khair nahi:)
Re: Salatssssssssss
Zee was also tellling us that you wake people up for Sehri by bajaa'oing dhol outside their house at 3:00 in the morning
Re: Salatssssssssss
BKG: Is main usay dantnay ki baat nahin hai
You should be thanking him ![]()
Tillo uncle aap ki kab Zee se baat howi? ![]()
We are in touch … ![]()
Re: Salatssssssssss
Phir to usne aap ko BKG ki kafi batain batayi hongi ![]()
Re: Salatssssssssss
wow aap logon ne to taraki kar li naa
main to sirf namaz parhti reh gaye aur aap log to adhaan bhi dena shuroo ho gaye wah!!
Re: Salatssssssssss
lol..maat puchoo..:P...Ab zamana advanced hai..lakriyaan bhi azaaanain detii hain..:P..aur guess what ...larkiyoun ki purkashiiin awaaz suntay hi larkay bhagay chalay atay hain namaz pardhnay:P
NO we have our own stuff to talk about.. hum fuzool main BKG ko discuss nahi kertay .. itna time nahi hotaa ![]()
Re: Salatssssssssss
haan naa
tabhi i wonder y im still single:bummer:
adhaan deti hoti to pata nahi kitne larke marte mujh par!!
but i guess we r still a lil unadvanced:bummer:
Koi nahin KB tum azan dena shuru karo ![]()
Yup KB tum azaan daina shroo karo, hum dhoond lain gay ko’i Behraa larkAa tumhaaray liyai
Re: Salatssssssssss
sachi TLK uncle???
to phir theik hai kal se hi adhaan dena shuroo
waise kia guarnatee hai ke mujhe larka mil jayega 10 din ke andar andar?
Re: Salatssssssssss
loL..hayee....billi dont worry ..app azaan deney ki practice shuron keroo..kalsee dekhna...saray achay namazii larkay ..rishtay leker ..padosaiyaan k ghar tak line main kharday hongaye:)