acha beta
so nice of u
waise naa main itni bari hoon bhi nahi naa:blush: parents ne jaldi shadi kar di thi naaa:blush: main to bas 16 saal ki hoon:blush:
private batain?? yahan par private batain bhi hoti hain?? haye to phir mujhe shikra aur AQ ko aik aik PM bhej hi dena chahiye naa kia kehte ho beta ![]()
aur apne fone number to do beta aap ki aunty ko zaroorat parti hai naa kabhi ghar main kuch khatam ho jaye to bazaar se la to do ge naa ![]()