aap ke baal bache theik hain?? parosi bhi theik hi hon gay
sab ki khabar to rakhte hi hon gay aap log meri tarha
main ghar beth beth kar tang aa gayi hoon bachon ne naak main dam kar rakha hai aur aap logon ke uncle ufffff unka to poocho hi naa ke kitna tang kia hua hai
shaadi kar ke pachta rahi hoon un se haye kismet
o pappu ke abaa sunte ho!!! chai ban gayi kia?? jaldi karo mere sar main dard ho raha hai
sunte hi nahi hain saara din kaam kar kar ke thak jaati hoon aur ye hain ye beth ke TV dekhte rehte hain ya internet pe chat
to aap log sunao
main bor ho rahi thi socha ke yahaan aa jaon wo munni ki amman bata rahi thein ke yahaa ke uncle bohat chikney hain to main ne socha ke shayad aik do phans hi jain
dekha main ziada to nahi bolti aur mujhe lambi chori stories sunane ka bhi koi shauq nahi hai
to ab aap logon ko bhi bolne ka mauqa deti hoon
sab apni gharailoo zindagi ke qissay sunao mujhe
o pappu ke abbaa kahaan reh gaye ho sunai nahi deta kab se bula rahi hoon*
aunty aa gayeen maidaan main ..oooo jamaloo :shoaby:
hello aunty 420… main tay abhi chota saa munna aan app mujhay naa bohat chalaku lagti ho…
hamaray haan aik do bohat sohnay uncles hain… GS par.. shikra thoray say chotay umar main hon gay.. lakin baray baray kaam kartay hain.. or AQ unkil to away he away.. un say hum ko Allah Bachaway…
welcome to gss nawww… aray bethain naaa… mere uper nahin… side main
nahin,abhi tak shaadi waadi nahin hui hai..:D..oh aunty jee,bachion ki shaadian kyun jaldi kar deni chahiye?
dekho beta is ki do waja hain acha!!
pehli ye ke bachian ghar se bhaag ka parents ki naak na katwa dain
dosra ye ke arey baba shadi ho gi to wo aunties banain gi naa phir aunties banan gi to aunties ka cyle aagey chale ga ziada gossips hon gi ziada fasaad honge logon ke ghar ujrain ge ayi samajh??
main kishi auntiyoon ka intezar nain karta wo khud he aa jati hain yahan nain to wahan .. bohat he khuwar hain wo.. kya karain.. or koi kaam to hota ahin hai un ko.. lakin app KUCH hath kay hain.. thori saa pagli.. thori see alag… u know… app ko to pata ho gaaa yahan par PM service bhi hai…anwayz.. wo donoon jis time par moqah milay aa jatay hain
jee mujh par na baithi gaa… Ghazab ho jaye gaa.. balkay NaHoni ho jaye gee
Billayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy : me naraz from u mujh ko ignore na kia karooo… kahan ghayab ho aaj kul..
dosra ye ke arey baba shadi ho gi to wo aunties banain gi naa phir aunties banan gi to aunties ka cyle aagey chale ga ziada gossips hon gi ziada fasaad honge logon ke ghar ujrain ge ayi samajh??